22 May 2016

blogger kya he blogger se blog kaise banae

blogger kya he

blogger google ki banai hui ek website  he jise google ne 1999 me launch kiya tha blogger ke jariye hum free blog bana sakte he sath hi google hame ek free blogspot.com domain or google ke server par site ki free hosting bhi deta he

blogger par apna blog kaise banae.

1)sabse pahle aapko www.blogger.com par jana hoga.

2)blogger par jakar aapko apane gmail account se login karna hoga


3)next  step me aapke samne ek page aaega jaisa ki screenshot me dikh rha he ab new blog button par click  karna he
4)ab aapke samne jo window  he usme apane blog ka tital dale usake bad apani site ka url dale yadi vah url pahle se upalabdh hoga to blogger url change karne ko kahega

5)usi window me apne blog ki theme/template select  kare.

6)lijiye aapka blog tayar he

yadi aapko aapka blog banane me ya phir kisi bhi prakar ki koi bhi problam ho to hame comment karke ya email id ke jariye puchh sakte he hinditechknowledge ko subscribe karna na bhule.

0 टिप्पणियाँ: